Kashmir ka asli experience: lakdi ki nakkashi, shikara se breakfast aur jheel par sooryast.
Houseboats Dal aur Nigeen jheel par hote hain aur category ke hisaab se Deluxe se Super Deluxe tak milte hain.
Zyadatar houseboats mein attached bathroom, heater aur khana shamil hota hai. Shikara se hi aana-jaana hota hai.
Hum hamesha verified houseboats hi suggest karte hain — booking se pehle photos aur reviews zaroor dekhein.
